Jab tak he jaan
Tu jo saath he to har raat ek jashn he,
Teri surat se roshan subhah ki har ek kiran he.
Aaj jo tu nai to ye phool na khile,
Dhhundali si aayi subhah.
Jo tu saath he to sabse lad lenge,
Ek tere hone se puri duniya ko chhod denge,
Aaj jo tu nai to ye log,
Ye jahan hame yuhi akela chhod gaye.
Tu naa ja hume yu chhod ke,
Tu hi he mera jahan,
Meri jaan meri fiza,
Ab aabhi jaa laut ke,
Intazaar tera hi he,
Aur tera hi rahega,
Jab tak he jaan
1 comments:
Good One
Post a Comment